![ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie](https://i.ytimg.com/vi/Tu_I4E1DlHQ/mqdefault.jpg)
Indian media apnay qomi tehwaron k moqa per aur baaz films me Pakistan or musalmano se nafrat ka izhaar krtay nazar atay hain. Hum janay anjanay men hinduana saqafat-o-mazhab per amal kiye ja rahay hain. Yehi waja hai k Pakistan men musalman bhi holi k tehwar ko mukhtalif nam de ker holi khelte hain khas tor per univrsities men ye aam hai. Indian dramon men un k mazhabi tehvaar jaisay holi, diwaali or besaakhi waghyra ko baray josh-o-kharosh se manaya jata hai.
![ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie](https://i.ytimg.com/vi/oyoGw-XWvQs/mqdefault.jpg)
jo fashion pehle India men ata hai wohi baad men Pakistan men muta'arif kraya jata hai, khuah wo musalman khawateen ko zeb de ya nahi. Saqafat ka izhaar libaas se hota hai or hamari khawateen fashion bhi India ka hi apnaati hain. Hamari saqaften bhi apni jaga bohat ahmiyat ki haamil hain. Humen chahiye k hum bhi apnay dramon men apnay soobon ki saqafat ko farogh den. India men ghurbat ki sharah khatarnaak had tak ziada hai, lekin apnay dramon men wo khud ko ameer kabeer zaahir krtay hain. Agr dekha jay to in k dramen haqeeqat se bohat door hain. Indian dramon men khawateen bhari zewrat zeb tan kiye hoti hain, log baray baray banglon men rehtay hain or crores ki baten kertay hain. Rasm-o-riwaaj k farogh k liye her choti se choti rasam ko dramon men dikhaya jata hai aur hamari khawateen, nojawan or bachay ankhen band kr k unki taqleed ker rahay hain. Media ke zariye Hindu apnay dramon men apni saqafat ki tarveej kr rahay hain.
#Ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie tv#
TV kholo to indian ishtiharaat or dramon ki bharmaar hai. Udhaari se zindagi nahi banti kash ye bat hamaray yahan k logon ko bhi samajh a jay. Hamaray ma'ashray per jo Bhaarti asraat ka ghalba hai, wo ksi se dhaka chupa ni hai. India to wo daldal hai jis men aik paun rakhnay men to bht maza aata hai magar phir paun keecher men dhansta chala jata hai. Is men hum khuda na khuasta India ko sang-e-marmar ni keh rahay. (Apni zameen per chalnay ka saleeqa seekho, sang-e-marmar per chalo gay to phisal jao gay) "Pakistan men jo kaam hamari fojen nahi kr sakin wo Media ne kr dikhaya" Pakistan ki saqafat or zaban ko khatam krnay ki saazish ki ja rahi hai. wo bhi indian media se muta'asir nazar aatay hain. Magar aise kitne hi alfaaz hain jo hamari rozmarra ki zindagi men istemaal ho rahay hain.īachon ko dekhen to unka haal b is se mukhtalif nhi hai. Is men lafz SHUB SHUB yaqeenan herat ka ba'ais hai.
![ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie ye to mehndi hai mehndi to rang lati hai movie](http://a10.gaanacdn.com/images/albums/22/22/crop_480x480_22.jpg)
Ye aik behn ki dusri behn se guftugu thi. In ehsaas-e-kamtari men maray logon k ghamīht garmi hai na janay kab kam hogi, ay behn! shub shub bolo.